Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kala samundar

MORE BYAli Zaheer Rizvi Lakhnavi

    sāf-o-shaffāf paanī dhārā

    qutub-e-shumālī se

    qutub-e-junūbī tak

    ek lakīr banā.e hue hai

    is sāf-o-shaffāf dhāre ko

    siyāh samundaroñ ne gher liyā hai

    siyāh samundar

    na to tūfān uThā saktā hai

    na kisī ko Dubo saktā hai

    vo to sirf ḳhauf-zada kar saktā hai

    saf-o-shaffaf pani ka dhaara

    qutub-e-shumali se

    qutub-e-junubi tak

    ek lakir si banae hue hai

    is saf-o-shaffaf dhaare ko

    siyah samundaron ne gher liya hai

    siyah samundar

    na to tufan uTha sakta hai

    na hi kisi ko Dubo sakta hai

    wo to sirf KHauf-zada kar sakta hai

    Source :
    • Book : Jab Zaminon Se Shajar Ugtey Hain (Pg. 30)
    • Author : Ali Zaheer
    • Publication : Educational Publishing House (1994)
    • Edition : 1994
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now