kasni
kāsnī dupaTTe ke
in sunahre phūloñ par
tum ne haath kyā rakkhā
us ke baa'd duniyā ne
jab bhī muḌ ke dekhā to
is nagar kī vo laḌkī
raushnī lapeTe bas
chāñdnī nazar aa.ī
kāsnī nazar aa.ī
kasni dupaTTe ke
in sunahre phulon par
tum ne hath kya rakkha
us ke ba'd duniya ne
jab bhi muD ke dekha to
is nagar ki wo laDki
raushni lapeTe bas
chandni nazar aai
kasni nazar aai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.