kabhi tum der mat karna
maiñ rūThūñ to manāne meñ
mujhe vāpas bulāne meñ
charāġh-e-dil jalāne meñ
añdheroñ ko miTāne meñ
dayār-e-dil basāne meñ
ki mere paas aane meñ
kabhī tum der mat karnā
yaqīñ kī dāstāñ tum ho
ki misl-e-kahkashāñ tum ho
maiñ dil huuñ to zabāñ tum ho
main ruThun to manane mein
mujhe wapas bulane mein
charagh-e-dil jalane mein
andheron ko miTane mein
dayar-e-dil basane mein
ki mere pas aane mein
kabhi tum der mat karna
yaqin ki dastan tum ho
ki misl-e-kahkashan tum ho
main dil hun to zaban tum ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.