Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kahan ja rahi ho?

Parveen Fana Syed

kahan ja rahi ho?

Parveen Fana Syed

MORE BYParveen Fana Syed

    havā kis qadar tez hai

    ajnabī shaam sañvlā ga.ī

    vaqt donoñ gale mil chuke

    sar pe rakkho ridā

    sun rahī ho

    masājid se uThtī huī

    rūh-parvar-sadā

    uTh ke dekho to

    āñgan dar band hai

    khulā

    lekin is vaqt tanhā

    khule sar

    kahāñ rahī ho

    hawa kis qadar tez hai

    ajnabi sham sanwla gai

    waqt donon gale mil chuke

    sar pe rakkho rida

    sun rahi ho

    masajid se uThti hui

    ruh-parwar-sada

    uTh ke dekho to

    aangan ka dar band hai

    ya khula

    lekin is waqt tanha

    khule sar

    kahan ja rahi ho

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now