kahkashan
ye mausam dard kā yā nashshe kā hai
fuzūñ-tar hai kashish kū-e-butāñ kī
chubhan kāñToñ kī Thokar pattharoñ kī
ḳhalish ġham kī na yaad ab zaḳhm-e-jāñ kī
bichhā dī hai tirī chāhat ne goyā
mirī rāhoñ meñ chādar kahkashāñ kī
ye mausam dard ka ya nashshe ka hai
fuzun-tar hai kashish ku-e-butan ki
chubhan kanTon ki Thokar pattharon ki
KHalish gham ki na yaad ab zaKHm-e-jaan ki
bichha di hai teri chahat ne goya
meri rahon mein chadar kahkashan ki
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.