karam karta hai wo jis par
karam kartā hai vo jis par
use jiinā sikhātā hai
vo jis se pyaar kartā hai
usī ko āzmātā hai
muhāfiz hai ḳhudā terā
nahīñ vo TūTne degā
rakhegā hausla jo tū
tujhe in.aam baḳhshegā
nahīñ aa.e yaqīñ to dekh le
qur.ān paḌh kar tū
vo himmat se ziyāda
kab kisī ko āzmātā hai
karam karta hai wo jis par
use jina sikhata hai
wo jis se pyar karta hai
usi ko aazmata hai
muhafiz hai KHuda tera
nahin wo TuTne dega
rakhega hausla jo tu
tujhe inam baKHshega
nahin aae yaqin to dekh le
quran paDh kar tu
wo himmat se ziyaada
kab kisi ko aazmata hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.