Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kasafat

ye kasāfatoñ jo buhtāt hai

is se ḳhud ko

ham kahāñ tak bachā.eñ

na to sāya-e-gumbad

na khule ujle sahn

ek be-rañg

be-rūh fazā chhā.ī hai

saut-o-āhañg nahīñ

nok-e-sināñ uTThe haiñ

apnī āvāz ko

maiñ ḳhud bhī nahīñ sun saktā

ye kasafaton ki jo buhtat hai

is se KHud ko

hum kahan tak bachaen

na to saya-e-gumbad

na khule ujle sahn

ek be-rang si

be-ruh faza chhai hai

saut-o-ahang nahin

nok-e-sinan uTThe hain

apni aawaz ko

main KHud bhi nahin sun sakta

Source :
  • Book : Jab Zaminon Se Shajar Ugtey Hain (Pg. 78)
  • Author : Ali Zaheer
  • Publication : Educational Publishing House (1994)
  • Edition : 1994
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now