kashmakash
aaj ke din jo apne
Dar kā iz.hār kiyā to
ki maiñ to apnā luuñ use
maut ne inkār kiyā to
vo kachchī sī umr
vo pakkā sā hādisa
ik kāñch kā mahal
aaj sañgsār kiyā to
ik ruup bāhar
ik hai pīchhe aur
ik un ke beach maiñ ne
ġhalat se pyaar kiyā to
dil par rakh patthar
yā ho patthar dil
hū-ba-hū un kī tarah
un pai vaar kiyā to
ki ruktī haiñ sāñseñ
lo rok dī ga.iiñ
phir bhī sochā jaa.e
terā intizār kiyā to
aaj ke din jo apne
Dar ka izhaar kiya to
ki main to apna lun use
maut ne inkar kiya to
wo kachchi si umr
wo pakka sa hadisa
ek kanch ka mahal
aaj sangsar kiya to
ek rup bahar
ek hai pichhe aur
ek un ke beach main ne
ghalat se pyar kiya to
dil par rakh patthar
ya ho patthar dil
hu-ba-hu un ki tarah
un pai war kiya to
ki rukti hain sansen
lo rok di gain
phir bhi socha jae
tera intizar kiya to
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.