kashT
kaise chalte samay vo roī
gale se lag kar bilak bilak kar
phir āñkhoñ ko chūmnā us kā uchak uchak kar
duur haTnā aur dekhnā mujh ko ThiThuk ThiThuk kar
gir paḌnā phir khulī huī bāñhoñ meñ thak kar
shām-e-judā.ī
maañ se mahbūba tak kitne ruup the us ke
kaise chalte samay wo roi
gale se lag kar bilak bilak kar
phir aankhon ko chumna us ka uchak uchak kar
dur haTna aur dekhna mujh ko ThiThuk ThiThuk kar
gir paDna phir khuli hui banhon mein thak kar
sham-e-judai
man se mahbuba tak kitne rup the us ke
- Book : siip (Magzin) (Pg. 179)
- Author : Nasiim Durraani
- Publication : Fikr-e-Nau (39 (Quarterly) )
- Edition : 39 (Quarterly)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.