KHalish
aksar maiñ ne sochā hai
maiñ behad cigarette piitā huuñ
cigarette piinā chhoḌūñgā
us ko bhī kyuuñ yaad karūñ maiñ
kyā hāsil hotā hai mujh ko
us kī fikr bhī chhoḌūñgā
jab bhī maiñ ne fikr se us kī
apnā dāman moḌā hai
vo aur ziyāda yaad aayā hai
jab mujh ko vo yaad aatā hai
maiñ cigarette piine lagtā huuñ
aksar main ne socha hai
main behad cigarette pita hun
cigarette pina chhoDunga
us ko bhi kyun yaad karun main
kya hasil hota hai mujh ko
us ki fikr bhi chhoDunga
jab bhi main ne fikr se us ki
apna daman moDa hai
wo aur ziyaada yaad aaya hai
jab mujh ko wo yaad aata hai
main cigarette pine lagta hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.