KHarosh-e-KHum
Interesting Fact
(Naqsh, Karachi, January-February 1973)
tamām-umr dil-e-ḳhud-nigar kī nazr huī
adhūre ḳhvāb haiñ dāman meñ tishna-lab bāteñ
gulū-girafta gale be-asar munājāteñ
jo ghuT ke mar ga.iiñ siine meñ vo mulāqāteñ
jo karvaToñ meñ kaTīñ vo gunāh kī rāteñ
ba-shauq-e-qadr kahīñ jin kī qadr ho na sakī
vo armuġhān-e-navā vo suḳhan kī sauġhāteñ
ba-nām-e-husn vo chiTThī jo Dar kī nazr huī
zamāne kī nigah-e-kaj-nazar kī nazr huī
tamām-umr dil-e-pur-hazar kī nazr huī
ba-kār guzrī hai jaane ki rā.egāñ guzrī
tamam-umr dil-e-KHud-nigar ki nazr hui
adhure KHwab hain daman mein tishna-lab baaten
gulu-girafta gale be-asar munajaten
jo ghuT ke mar gain sine mein wo mulaqaten
jo karwaTon mein kaTin wo gunah ki raaten
ba-shauq-e-qadr kahin jin ki qadr ho na saki
wo armughan-e-nawa wo suKHan ki saughaten
ba-nam-e-husn wo chiTThi jo Dar ki nazr hui
zamane ki nigah-e-kaj-nazar ki nazr hui
tamam-umr dil-e-pur-hazar ki nazr hui
ba-kar guzri hai jaane ki raegan guzri
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.