Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHauf

Aslam Emadi

KHauf

Aslam Emadi

MORE BYAslam Emadi

    ek saaya dar aayā

    koī niilā saaya

    kaañp uThī shāḳh-e-nahīf

    kaañp uThī ek na.ī aahaT

    raat baḌhtī rahī masmūm siyāh

    sail se bach ke akelā maiñ kahāñ baiThā huuñ

    jism se nuqte meñ tabdīl huā jaatā huuñ

    ek saya sa dar aaya

    koi nila saya

    kanp uThi shaKH-e-nahif

    kanp uThi ek nai si aahaT

    raat baDhti rahi masmum siyah

    sail se bach ke akela main kahan baiTha hun

    jism se nuqte mein tabdil hua jata hun

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    KHauf Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now