KHaufnak kamra
āñkheñ taḌap uThī haiñ añdhere meñ Duub kar
kamre meñ aur koī nahīñ koī hai magar
dīvār-o-dar pe haañp rahā hai 'ajīb Dar
maiñ sochtā huuñ bhaag hī jā.ūñ magar kidhar
TuuTā huā paḌā hai mirā jism farsh par
aankhen taDap uThi hain andhere mein Dub kar
kamre mein aur koi nahin koi hai magar
diwar-o-dar pe hanp raha hai 'ajib Dar
main sochta hun bhag hi jaun magar kidhar
TuTa hua paDa hai mera jism farsh par
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.