KHema-e-yaad
us sub.h jab ki mehr
daraḳhshāñ hai chār-sū
mausam bahār kā hai
ġhazal-ḳhvāñ haiñ sab tuyūr
sabze sabā ke lams se ḳhush haiñ nihāl haiñ
ik saaya is daraḳht isī shāḳh ke tale
tanhā.iyoñ kī rut meñ hai maġhmūm o muztarib
band-e-qabā-e-shab se ulajhtā hai baar baar
us subh jab ki mehr
daraKHshan hai chaar-su
mausam bahaar ka hai
ghazal-KHwan hain sab tuyur
sabze saba ke lams se KHush hain nihaal hain
ek saya is daraKHt isi shaKH ke tale
tanhaiyon ki rut mein hai maghmum o muztarib
band-e-qaba-e-shab se ulajhta hai bar bar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.