khichDi
zamāna tez dhaar hai
jo chal gayā so paar hai
usī se koī siikh le
aur apnā kund tiikh le
nahīñ to kaT
vo ishq kyā hai dostā
jo ġham nahīñ parostā
ye zā.iqa to chakh zarā
zabāñ pe is ko rakh zarā
maza to le
badan pe jo libās hai
dhunī huī kapās hai
to ye fanā meñ hai baqā
ki is kā naam hai qazā
zamana tez dhaar hai
jo chal gaya so par hai
usi se koi sikh le
aur apna kund tikh le
nahin to kaT
wo ishq kya hai dosta
jo gham nahin parosta
ye zaiqa to chakh zara
zaban pe is ko rakh zara
maza to le
badan pe jo libas hai
dhuni hui kapas hai
to ye fana mein hai baqa
ki is ka nam hai qaza
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.