Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHuda se

Shahram Sarmadi

KHuda se

Shahram Sarmadi

MORE BYShahram Sarmadi

    maiñ muñh bhar qahqahe pe qahqahe

    jo yuuñ lagāne mashaqqat

    az-sahar tā-shām kartā huuñ dayānat se

    to mazdūrī bhī vājib mile koī

    bahut din se mirī āñhkeñ

    kabhī bhar bhar nahīñ roiiñ

    main munh bhar qahqahe pe qahqahe

    jo yun lagane ki mashaqqat

    az-sahar ta-sham karta hun dayanat se

    to mazduri bhi wajib si mile koi

    bahut din se meri aanhken

    kabhi bhar bhar nahin roin

    Source :
    • Book : Kitab Gumrah Kar Rahi Hai (Pg. 92)
    • Author :Shahram Sarmadi
    • Publication : Rekhta Publications (2018)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now