KHush-chashm
tumhārī āñkheñ kitnī ḳhūb-sūrat haiñ
hai dil-āvez nuqta-e-nazar bhī
har ik shai ko tumhārā dekhne kā zāviya kitnā judā hai
magar ik baat jo sab se ziyāda ḳhaas hai
vo ye
ki ye 'ainak bhī āñkhoñ par tumhārī ḳhuub jachtī hai
tumhaari aankhen kitni KHub-surat hain
hai dil-awez nuqta-e-nazar bhi
har ek shai ko tumhaara dekhne ka zawiya kitna juda hai
magar ek baat jo sab se ziyaada KHas hai
wo ye
ki ye 'ainak bhi aankhon par tumhaari KHub jachti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.