KHush-daman
ḳhush-dāman ke dāman se
gar vābasta ho ḳhushiyāñ
kyoñ uThā.eñ
nokīle lafzoñ kī zillat
majbūr samā.ateñ
gung zabāneñ
aag meñ jal kar
kabhī na mareñ
parā.ī beTiyāñ
KHush-daman ke daman se
gar wabasta ho KHushiyan
kyon uThaen
nokile lafzon ki zillat
majbur samaaten
gung zabanen
aag mein jal kar
kabhi na maren
parai beTiyan
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.