KHun pukarega
gunāh karte hue
dil jhijaktā Dartā hai
samajh ke soch ke jaise
gunāh kartā hai
gunāh ko na dabāo
rubber kī geñd hai vo
pichak ke jo ubhar aa.egī pahlī hālat meñ
gunāh ko na chhupāo
ki māhtāb hai vo
zarā jo abr kā kaalā naqāb sarkegā
vo sar ubhāregā
zabān-e-āstīn bolegī
ḳhuun pukāregā
gunah karte hue
dil jhijakta Darta hai
samajh ke soch ke jaise
gunah karta hai
gunah ko na dabao
rubber ki gend hai wo
pichak ke jo ubhar aaegi pahli haalat mein
gunah ko na chhupao
ki mahtab hai wo
zara jo abr ka kala naqab sarkega
wo sar ubhaarega
zaban-e-astin bolegi
KHun pukarega
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.