KHwabon ke rishte
vo ḳhvāb jo merī zindagī the
vo kab ke raddī kī Tokarī meñ
paḌe hue māñdgī ke vaqfe ke muntazir haiñ
ki maiñ kabhī kār-zār-e-hastī ke shor-o-ġhul se
thakūñ to bas ek lamha ruk kar
unheñ uThā luuñ
wo KHwab jo meri zindagi the
wo kab ke raddi ki Tokari mein
paDe hue mandgi ke waqfe ke muntazir hain
ki main kabhi kar-zar-e-hasti ke shor-o-ghul se
thakun to bas ek lamha ruk kar
unhen uTha lun
- Book : azadi ke bad urdu nazm (Pg. 511)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.