kitab ka phul
khilā thā sub.h savere jab āftāb kā phuul
diyā thā toḌ ke us ne mujhe gulāb kā phuul
zamāna biit gayā, ittifāq se mujh ko
milā hai aaj ye sūkhā huā kitāb kā phuul
hujūm-e-ġham se nikal aa.e haiñ mire aañsū
ki hai ye tohfa-e-māzī mire shabāb kā phuul
khila tha subh sawere jab aaftab ka phul
diya tha toD ke us ne mujhe gulab ka phul
zamana bit gaya, ittifaq se mujh ko
mila hai aaj ye sukha hua kitab ka phul
hujum-e-gham se nikal aae hain mere aansu
ki hai ye tohfa-e-mazi mere shabab ka phul
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.