kitabon ka rasiya
kitāboñ kā rasiyā
vo ik shaḳhs jo chup kī chādar lapeTe
bahut dil-girafta
yahāñ ghūmtā hai
use merī jānib se itnā batā do
kitāboñ meñ lafzoñ kī jādūgarī ke sivā
kuchh nahīñ hai
kitābeñ jalā do
kitabon ka rasiya
wo ek shaKHs jo chup ki chadar lapeTe
bahut dil-girafta
yahan ghumta hai
use meri jaanib se itna bata do
kitabon mein lafzon ki jadugari ke siwa
kuchh nahin hai
kitaben jala do
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.