kutte ki maut
bhoñknā chāhtā huuñ
apne andar ke kutte pe maiñ
zor se bhūñknā chāhtā huuñ
magar ye bhī mumkin nahīñ
bhūñk paanā to duur
gale se mire ab to do ghūñT paanī utarnā bhī mumkin nahīñ
is ko kahte haiñ kutte kī maut
āb-e-zam-zam
glucose kī botaloñ se chaḌhāte hue
nabz bhī hañs rahī hai
bhonkna chahta hun
apne andar ke kutte pe main
zor se bhunkna chahta hun
magar ye bhi mumkin nahin
bhunk pana to dur
gale se mere ab to do ghunT pani utarna bhi mumkin nahin
is ko kahte hain kutte ki maut
aab-e-zam-zam
glucose ki botalon se chaDhate hue
nabz bhi hans rahi hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.