lab-e-dariya
piine vaale dahan lab-e-dariyā
pyaas bujhne ke manzaroñ kā fishār
surḳh hoñToñ se vo Tapaktā lahū
papḌiyāñ jā-ba-jā chaTaḳhtī haiñ
ḳhushk hoñToñ meñ gaḌe jaate haiñ ḳhaar
aur idhar hoñT jo namī se do-chār
pine wale dahan lab-e-dariya
pyas bujhne ke manzaron ka fishaar
surKH honTon se wo Tapakta lahu
papDiyan ja-ba-ja chaTaKHti hain
KHushk honTon mein gaDe jate hain KHar
aur idhar honT jo nami se do-chaar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.