lafz
lafzoñ ke hathiyār
sambhal kar
kījiye isti.māl
zarā chūke to
hadeñ saarī
TuuT jā.eñgī
chaknā-chūr ho jā.eñge
rishtoñ ke gul-dān
raheñ hoshiyār
kar de na koī vaar
baḌe jaan levā hote haiñ
ye lafzoñ ke hathiyār
lafzon ke hathiyar
sambhal kar
kijiye istimal
zara chuke to
haden sari
TuT jaengi
chakna-chur ho jaenge
rishton ke gul-dan
rahen hoshiyar
kar de na koi war
baDe jaan lewa hote hain
ye lafzon ke hathiyar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.