mamul ki ek sham
khiḌkī ke paT khulte hī
ghar meñ shaam huī dāḳhil
dīvāroñ se lipTī kuchh der
tanhā.ī se bāteñ kiiñ
aur udāsī janmoñ kī
mere qālib meñ bhar kar
tez havā ke saath kahīñ
duur ḳhalā meñ Duub ga.ī
khiDki ke paT khulte hi
ghar mein sham hui daKHil
diwaron se lipTi kuchh der
tanhai se baaten kin
aur udasi janmon ki
mere qalib mein bhar kar
tez hawa ke sath kahin
dur KHala mein Dub gai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.