man
ik mohabbat kÄ saaya mire sar pe hai
jo mujhe tez sho.aloñ se
barq-e-tapÄñ se
aur
duniyÄ kÄ« har Äfat-e-nÄ-gahÄñ se
apnÄ sab kuchh luTÄ kar bachÄtÄ rahÄ
mere har har qadam kī ឳhushī ke liye
iltijÄoñ duÄoñ kÄ« jholÄ« liye
mahv-e-taqdīs-e-rab
dil kÄ« mehrÄb meñ
ek mohabbat ka saya mere sar pe hai
jo mujhe tez shoalon se
barq-e-tapan se
aur
duniya ki har aafat-e-na-gahan se
apna sab kuchh luTa kar bachata raha
mere har har qadam ki KHushi ke liye
iltijaon duaon ki jholi liye
mahw-e-taqdis-e-rab
dil ki mehrab mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.