man
jin bachchoñ ko
apnā saarā jīvan de kar
paalā posā
vo bachche jab duur ga.e hoñ
un kī raah taktī rahtī hai
un kī yaad meñ kho jaatī hai
chupke chupke rotī hai
rote rote so jaatī hai
maañ jab būḌhī ho jaatī hai
jin bachchon ko
apna sara jiwan de kar
pala posa
wo bachche jab dur gae hon
un ki rah takti rahti hai
un ki yaad mein kho jati hai
chupke chupke roti hai
rote rote so jati hai
man jab buDhi ho jati hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.