maghlub etimad
aur
havā.eñ
sakte ke aalam meñ
khaḌī haiñ
samteñ
be-zabān sī
ik ek ko
dekh rahī haiñ
bulandī par uḌtā
e'timād kā tayyāra
zarūratoñ ke
pahāḌ se Takrātā
tavāzun kho baiThā
aur bikhar gayā
phir
aur
hawaen
sakte ke aalam mein
khaDi hain
samten
be-zaban si
ek ek ko
dekh rahi hain
bulandi par uDta
e'timad ka tayyara
zaruraton ke
pahaD se Takraata
tawazun kho baiTha
aur bikhar gaya
phir
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.