Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main aur tum

Shahab Akhtar

main aur tum

Shahab Akhtar

MORE BYShahab Akhtar

    tum thī mujh meñ

    mere andar

    tumhāre hone ne

    mujhe

    tanhā.ī ehsās diyā

    tum mujh meñ se ho

    tumheñ maiñ ne janm diyā hai

    apne jism ke hisse se

    aur

    tumhāre jism se

    paidā kiyā

    maiñ ne

    apne ruup ko

    tum thi mujh mein hi

    mere andar

    tumhaare hone ne hi

    mujhe

    tanhai ka ehsas diya

    tum mujh mein se hi ho

    tumhein main ne janm diya hai

    apne hi jism ke hisse se

    aur

    tumhaare hi jism se

    paida kiya

    main ne

    apne rup ko

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now