main bahra hun janab
shā.erī ko ham samajhte haiñ jo rūhānī ġhizā
ba.az logoñ ke liye ho jaatī hai aksar azaab
train meñ maiñ ne kisī se ye kahā shā.ir huuñ maiñ
sun ke vo muñh pher kar bolā maiñ bahrā huuñ janāb
shaeri ko hum samajhte hain jo ruhani ghiza
baz logon ke liye ho jati hai aksar azab
train mein main ne kisi se ye kaha shair hun main
sun ke wo munh pher kar bola main bahra hun janab
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.