main intizar karungi
maiñ intizār karūñgī
us vaqt kā
jab kisī jañg meñ mohabbat judā na hogī
jab mohabbat kā dā.era lā-mahdūd ho jā.egā
jab mohabbat
jism kī muhtāj
nahīñ rahegī
jab tum mujhe
apnā isti.āra banā doge
aur maiñ ḳhud ko tumhārī tashbīh banā lūñgī
main intizar karungi
us waqt ka
jab kisi jang mein mohabbat juda na hogi
jab mohabbat ka daera la-mahdud ho jaega
jab mohabbat
jism ki muhtaj
nahin rahegi
jab tum mujhe
apna istiara bana doge
aur main KHud ko tumhaari tashbih bana lungi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.