Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main

MORE BYKhadija Khan

    terī guftugū meñ

    ek justujū hai

    jo mere rū-ba-rū hai

    merā hū-ba-hū hai

    merā maiñ

    aur terā maiñ

    dar-asl yahī to

    donoñ adū hai

    chalo is maiñ

    fāsla miTā deñ

    magar

    maiñ is anā meñ qaid

    hamāre vajūd ko

    ye faisla

    manzūr kab hai

    teri guftugu mein

    ek justuju hai

    jo mere ru-ba-ru hai

    mera hu-ba-hu hai

    mera main

    aur tera main

    dar-asl yahi to

    donon ka adu hai

    chalo is main ka

    fasla miTa den

    magar

    main ki is ana mein qaid

    hamare wajud ko

    ye faisla

    manzur kab hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now