main sham se shayad Dubi thi
'nāsir' ke suhāne sheroñ meñ....
kāġhaz ke purāne TukḌoñ meñ,
ye chand asāse nikle haiñ....!!!
kuchh phuul kī sūkhī pattiyāñ haiñ,
kuchh rañg uḌī sī tahrīreñ
ye ḳhat ke ḳhālī lifāfe haiñ,
aur merī tumhārī tasvīreñ,
ye dekho kalā.ī ke gajre....
ye TuuTe motī maalā ke....
lo aaj kī saarī raat ga.ī!!!
'nasir' ke suhane sheron mein
kaghaz ke purane TukDon mein,
ye chand asase nikle hain!!!
kuchh phul ki sukhi pattiyan hain,
kuchh rang uDi si tahriren
ye KHat ke KHali lifafe hain,
aur meri tumhaari taswiren,
ye dekho kalai ke gajre
ye TuTe moti mala ke
lo aaj ki sari raat gai!!!
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.