majzub
dariyā jangal
jhiil samundar
barkhā-rut aur
sāvan bhādoñ
sab kuchh mere andar hai
bāhar kī duniyā ke manzar se
kyā lenā denā merā
maiñ to apne andar se hī
bāteñ kartā rahtā huuñ
nazmeñ likhtā rahtā huuñ
dariya jangal
jhil samundar
barkha-rut aur
sawan bhadon
sab kuchh mere andar hai
bahar ki duniya ke manzar se
kya lena dena mera
main to apne andar se hi
baaten karta rahta hun
nazmen likhta rahta hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.