masala ye nahin
nahīñ
mas.ala ye nahīñ
ye koī dukh nahīñ
sau masā.ib
ye be-samtiyāñ
jism aur ruuh kī be-kalī
dard apne
parā.e
ka.ī mushtarak
soch kī dozaḳheñ
jañg atom hoñ kī
vaġhaira vaġhaira
koī dukh nahīñ
dukh to ye hai
ki maiñ
saath apne
dukhoñ kā jo sarmāya laayā thā
vo ḳhatm hotā nahīñ
nahin
masala ye nahin
ye koi dukh nahin
sau masaib
ye be-samtiyan
jism aur ruh ki be-kali
dard apne
parae
kai mushtarak
soch ki dozaKHen
jang atom hon ki
waghaira waghaira
koi dukh nahin
dukh to ye hai
ki main
sath apne
dukhon ka jo sarmaya laya tha
wo KHatm hota nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.