mashwara
chaar din kī chāñdnī
ke silsile meñ
mirā nauha
sunte sunte
chāñd ne kal
Dūbne se qabl
mujh se ye kahā
chashm-e-tar ke jugnuoñ se
jo kiran bhī phuuT nikle
bas use hī
asr-e-nau kī
tīrgī meñ
gholne kī
DhūñDte rahnā sabīl
chaar din ki chandni
ke silsile mein
mera nauha
sunte sunte
chand ne kal
Dubne se qabl
mujh se ye kaha
chashm-e-tar ke jugnuon se
jo kiran bhi phuT nikle
bas use hi
asr-e-nau ki
tirgi mein
gholne ki
DhunDte rahna sabil
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.