maut
kyā har maut ke liye zarūrī hotī haiñ
rukī huī sāñseñ pathrā.ī āñkheñ chaar kañdhe
aur ghar se shamshān tak kī āḳhirī duniyā-dārī
kabhī kabhī maut kī nishānī hotīñ hai
umr se zyāda samajhdārī vaalī bāteñ
hamesha hañsne vaale chehre
aur kabhī nā laḌne vaalī mohabbateñ
kya har maut ke liye zaruri hoti hain
ruki hui sansen pathrai aankhen chaar kandhe
aur ghar se shamshan tak ki aaKHiri duniya-dari
kabhi kabhi maut ki nishani hotin hai
umr se zyaada samajhdari wali baaten
hamesha hansne wale chehre
aur kabhi na laDne wali mohabbaten
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.