abhī nahīñ abhī zanjīr-e-ḳhvāb barham hai
abhī nahīñ abhī dāman ke chaak kā ġham hai
abhī nahīñ abhī dar baaz hai umīdoñ kā
abhī nahīñ abhī siine kā daaġh jaltā hai
abhī nahīñ abhī palkoñ pe ḳhuuñ machaltā hai
abhī nahīñ abhī kam-baḳht dil dhaḌaktā hai
abhi nahin abhi zanjir-e-KHwab barham hai
abhi nahin abhi daman ke chaak ka gham hai
abhi nahin abhi dar baz hai umidon ka
abhi nahin abhi sine ka dagh jalta hai
abhi nahin abhi palkon pe KHun machalta hai
abhi nahin abhi kam-baKHt dil dhaDakta hai
- Book : sooraj ko nikalta dekhoon (Pg. 54)
- Author : shaharyar
- Publication : educational book house (2013)
- Edition : 2013
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.