mera dard na jaane koi
ek taraf beTī hai merī
ek taraf mirī maañ
donoñ mujh ko aql batātī rahtī haiñ
baarī baarī sabaq paḌhātī rahtī haiñ
do nasloñ ke beach khaḌī
maiñ ḳhud par hañstī rahtī huuñ
apnī girheñ aap hī kastī rahtī huuñ
mere donoñ haath bañdhe
merā dard na jaane koī
ek taraf beTi hai meri
ek taraf meri man
donon mujh ko aql batati rahti hain
bari bari sabaq paDhati rahti hain
do naslon ke beach khaDi
main KHud par hansti rahti hun
apni girhen aap hi kasti rahti hun
mere donon hath bandhe
mera dard na jaane koi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.