mera zaiqa
agar vo tumhārī aañkh se gir jaa.e
to merā zā.iqa ek aañsū kī tarah
ek yaad kī tarah hai merā zā.iqa
agar vo mere dil se nikal jaa.e
agar vo kahīñ na jā sake
to merā zā.iqa
ek khiḌkī kī tarah hai
ek kahānī kī tarah hai
merā zā.iqa
agar vo ḳhatm na ho sake
agar vo sunāyā na jā sake
to merā zā.iqa
ek ḳhvāb kī tarah hai
ek Time-bomb kī tarah hai
merā zā.iqa
agar use chhuā na jā sake
agar wo tumhaari aankh se gir jae
to mera zaiqa ek aansu ki tarah
ek yaad ki tarah hai mera zaiqa
agar wo mere dil se nikal jae
agar wo kahin na ja sake
to mera zaiqa
ek khiDki ki tarah hai
ek kahani ki tarah hai
mera zaiqa
agar wo KHatm na ho sake
agar wo sunaya na ja sake
to mera zaiqa
ek KHwab ki tarah hai
ek Time-bomb ki tarah hai
mera zaiqa
agar use chhua na ja sake
- Book : saarii nazmen (Pg. 114)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.