Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

meri ainak

Abdul Mannan Samadi

meri ainak

Abdul Mannan Samadi

MORE BYAbdul Mannan Samadi

    isī ik soch meñ gum thā

    nigāheñ tak rahī haiñ

    kyoñ

    mujhe kyoñ der se sab

    isī maiñ

    soch meñ gum thā

    achānak phir

    kisī ne kaan meñ

    aa kar

    kahā dhīre se

    ye mujh se

    are 'mannān'

    'ainak

    kahīñ gum ho ga.ī

    kyā

    isi ek soch mein gum tha

    nigahen tak rahi hain

    kyon

    mujhe kyon der se sab ki

    isi main

    soch mein gum tha

    achanak phir

    kisi ne kan mein

    aa kar

    kaha dhire se

    ye mujh se

    are 'mannan'

    'ainak

    kahin gum ho gai

    kya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now