meri saltanat
toḌ kar hazār TukḌoñ meñ mujhe
baiThe ho kab se
mujh par nazreñ gaḌā.e
ki ab bikhrūñ
aur tab bikhrūñ
toḌnā tumhārī sarhad meñ thā
aur bikharnā merī
har jagah tumhārī hikmat nahīñ hai
merī jaan
toD kar hazar TukDon mein mujhe
baiThe ho kab se
mujh par nazren gaDae
ki ab bikhrun
aur tab bikhrun
toDna tumhaari sarhad mein tha
aur bikharna meri
har jagah tumhaari hikmat nahin hai
meri jaan
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.