miThe sapne
ammī ne jo din meñ diye
un sikkoñ ko liye hue
maiñ nīñdoñ meñ Duub gayā
duudh kī nahreñ bahne lagīñ
shahd ke jharne girne lage
mīThe ras kī bārish hai
barfī kī īñToñ ke makāñ
halve kī dīvāreñ haiñ
merī jeb meñ sikkoñ kī
khanak sunī to sapne meñ
yūñhī duniyā-dārī meñ
mīThe ban kar aa.e haiñ
paisoñ par lalchā.e haiñ
ammi ne jo din mein diye
un sikkon ko liye hue
main nindon mein Dub gaya
dudh ki nahren bahne lagin
shahd ke jharne girne lage
miThe ras ki barish hai
barfi ki inTon ke makan
halwe ki diwaren hain
meri jeb mein sikkon ki
khanak suni to sapne mein
yunhi duniya-dari mein
miThe ban kar aae hain
paison par lalchae hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.