Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

miTThu miyan

Zehra Nigaah

miTThu miyan

Zehra Nigaah

MORE BYZehra Nigaah

    miTThū miyāñ chup raho

    Tiyoñ Tiyoñ mat karo

    laal mirch khāoge

    apnī kahe jāoge

    merī baat bhī suno

    kal sabaq paḌhāyā thā

    aaj tum ne dohrāyā

    home-work to karo

    choñch meñ kyā dard hai

    rañg ye kyuuñ zard hai

    daal khānā kam karo

    Tiyoñ Tiyoñ mat karo

    kitnī baar samjhā.ūñ

    kitnī baar dohrā.ūñ

    ek lafz to kaho

    Tiyoñ Tiyoñ mat karo

    kyā kahā sunūñ zarā

    munnī biibī kah diyā

    vaah vaah vaah

    miTThū miyāñ ḳhush raho

    miTThu miyan chup raho

    Tiyon Tiyon mat karo

    lal mirch khaoge

    apni kahe jaoge

    meri baat bhi suno

    kal sabaq paDhaya tha

    aaj tum ne dohraya

    home-work to karo

    chonch mein kya dard hai

    rang ye kyun zard hai

    dal khana kam karo

    Tiyon Tiyon mat karo

    kitni bar samjhaun

    kitni bar dohraun

    ek lafz to kaho

    Tiyon Tiyon mat karo

    kya kaha sunun zara

    munni bibi kah diya

    wah wah wah wa

    miTThu miyan KHush raho

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now