Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mohabbat

Afroz Alam

mohabbat

Afroz Alam

MORE BYAfroz Alam

    ehsās

    apnā-pan

    ek dūsre ko samajhne koshish

    rāzdār par yaqīñ

    ek ḳhāmosh mohabbat

    jo siine meñ pal kar

    javān hotī hai

    zindagī ke

    ādāb sikhātī hai

    jiine

    hausla detī hai

    ehsas

    apna-pan

    ek dusre ko samajhne ki koshish

    raazdar par yaqin

    ek KHamosh mohabbat

    jo sine mein pal kar

    jawan hoti hai

    zindagi ke

    aadab sikhati hai

    jine ka

    hausla deti hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now