Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mohabbat

Nida Fazli

mohabbat

Nida Fazli

MORE BYNida Fazli

    pahle vo rañg thī

    phir ruup banī

    ruup se jism meñ tabdīl huī

    aur phir jism se bistar ban kar

    ghar ke kone meñ lagī rahtī hai

    jis ko

    kamre meñ ghaTā sannāTā

    vaqt-be-vaqt uThā letā hai

    khol letā hai bichhā, letā hai

    pahle wo rang thi

    phir rup bani

    rup se jism mein tabdil hui

    aur phir jism se bistar ban kar

    ghar ke kone mein lagi rahti hai

    jis ko

    kamre mein ghaTa sannaTa

    waqt-be-waqt uTha leta hai

    khol leta hai bichha, leta hai

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now