Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mohabbat

Urooj Jafri

mohabbat

Urooj Jafri

MORE BYUrooj Jafri

    bārish andar bhī barsātī thī

    bārish bāhar bhī baras ga.e

    umr yuuñ bhī guzartī thī

    umr yūñhī guzar ga.e

    maiñ ne kuchh kahā us ne kuchh sunā

    baat apnī aa.ī ho ga.ī

    raat kaaTe na kaTī thī dost merī

    shukr hai ki sub.h ho ga.ī

    ye jo itnā ḳharāba huā apnā logo

    kahte haiñ mohabbat thī ho ga.ī

    barish andar bhi barsati thi

    barish bahar bhi baras gae

    umr yun bhi guzarti thi

    umr yunhi guzar gae

    main ne kuchh kaha us ne kuchh suna

    baat apni aai si ho gai

    raat kaTe na kaTi thi dost meri

    shukr hai ki subh ho gai

    ye jo itna KHaraba hua apna logo

    kahte hain mohabbat thi ho gai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now