Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mujhe KHud yaqin hai

Rasheed Afroz

mujhe KHud yaqin hai

Rasheed Afroz

MORE BYRasheed Afroz

    mujhe ḳhud yaqīñ hai

    abhī aur kuchh roz

    tum merī uñglī pakaḌ kar chaloge

    magar jald

    jab sahāroñ had se guzar jāoge

    apnī baisākhiyāñ pheñk doge

    mirī laash par se guzar jāoge

    mujhe KHud yaqin hai

    abhi aur kuchh roz

    tum meri ungli pakaD kar chaloge

    magar jald hi

    jab sahaaron ki had se guzar jaoge

    apni baisakhiyan phenk doge

    meri lash par se guzar jaoge

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now