mumkin na mumkin
chāñd kī buḌhiyā apnī chhat par aa saktī hai
aa saktī hai maddū use manā saktī hai
apnī maddū
jī haañ maddū us ko chhat par lā saktī hai
ek bañdariyā sattar laDDū khā saktī hai
khā saktī hai iqrā use khilā saktī hai
sattar laDDū
jī haañ iqrā jail use pahuñchā saktī hai
chhoTī hamrā khanDvā kaise jā saktī hai
jā saktī hai samra kaam banā saktī hai
lekin kaddū
jī haañ samra kaddū par luḌhkā saktī hai
chand ki buDhiya apni chhat par aa sakti hai
aa sakti hai maddu use mana sakti hai
apni maddu
ji han maddu us ko chhat par la sakti hai
ek bandariya sattar laDDu kha sakti hai
kha sakti hai iqra use khila sakti hai
sattar laDDu
ji han iqra jail use pahuncha sakti hai
chhoTi hamra khanDwa kaise ja sakti hai
ja sakti hai samra kaam bana sakti hai
lekin kaddu
ji han samra kaddu par luDhka sakti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.